Fiverr Se Ghar Baithe Paise Kaise Kamayein – Beginner Guide
Fiverr ek freelancing website hai jahan aap chhoti services de kar online paisa kama sakte hain. Har wo skill jo aapke mobile ya laptop se hoti hai, uska aap Fiverr pe kaam le sakte hain.
Fiverr Par Account Kaise Banayein?
- Fiverr.com pe jaake sign up karein
- Apni profile aur description complete karein
- Ek “Gig” banayein (jaise: “Main Urdu to English translate karunga”)
Popular Gigs:
- Logo design
- Translation
- Voiceover
- Resume writing
- Video editing
Tips:
- Profile image lagayein
- Achi description likhein
- Starting mein low price rakhein
Har kisi ke paas koi na koi skill hoti hai. Usse paisa banana seekhna hai!
Comments
Post a Comment